Yaar!!! Protima,agar daal main Tarkka na laga ho especially kalli daal main to dal khanne ka maza nahin atta. Bus yeh zeeTv walle yahi kar rahe hain.Nahin to sirf ganne sun sun kar tum bore ho jaoggi.
Aggar binna tarkke ki khichrri khanni hai to VOI dekh liya karro.