teji bacchan (mother oh big b) ne sonia gandhi ki shadi me unka kanya dan kiya tha, it means ki vo unki maa hui, bavjud iske soniaji ko itni bhi sabhyta nahi ki unke antim sanskar me shamil ho sake? aise moke par to dushman bhi dushmani bhul jata hai,aap ki is hatkat ko kya kahe? kher aap india ke sanskar abhi tak apna nahi pai hai ye pata chal gaya
RE:madam sonia gandhi ka kadva sach.
by NaraHari Yadav on Dec 23, 2007 10:27 AM Permalink
aree yaar, Italian ko hamaare sanskar ke baare me kya patha. ish bar maaf kardho!!! aur kya karenge hum