Mayawati ke Ghotales sabhi ko pata hain. usine BJP ko 2nd half mein beimaani se chiefminister nahin banane diya tha. Ab public ke saamne aane ki himmat nahin hai to election nahin lad rahi. Aur agar ladi but haar gayi to chllu bhar paani bhi nahin milega doob marne ke liye.
Ye to sab public ke saath khel rahi hai... millions ki kamai kar li hai public ka blood chooskar ab to wahi haal hai ki... 100-100 choohe khakar billi Haj ko chali.