|
RE:Hinduism
by GYANIJI on Dec 08, 2007 03:43 PM
@sachidanad bachha
main janta hoon tu hindustan mein shanti chahta hai...par kya iske liye tu auro ka dharam nahi bhrasth kar raha hai...
agar muslim aur christians logo ne tumko yehi salah di to kya tum apna dharam chhod kar muslim ya christian ban jaoge ???
sabhi logo ko apna dharam pyara hota hai phir chahe woh hindu ho ya muslim ya christian ya sikh ya koi aur...
sab ka kalyan ho...
gyaniji
Forward | Report abuse
|
|
|
|
|